Showing posts with label poetry urdu. Show all posts
Showing posts with label poetry urdu. Show all posts

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 4

Urdu Sad Poetry

Yaad atai hai beetai zamanai,
Jab tum ayai thy hum ko mananai
Sad Shayari

Suno janaa tumhari khush naseebi ka kya kehna
Tumhy wo shakhs bhi bai intiha chahta hai

Wo utha rahy hai chalman wo dikha rahy hai soorat
Kahe khoosh urh na jayai kahi dil machal na jayai

Urdu Sad Poetry


Nahe hun mai qayail kise ki bat ka
Maira apna asool , apni ana, apna mizaaj , apna Andaaz

Sad Shayari

Kise ny hum sy pocha kai tumhara shuq kya hai..?
Hum ny hans kar jawaab deya nafrat karny walo sy muhabbat
Urdu Shayari

Muhabbat haar kar jeena bohut dushwaar hota hai
Osy bas itna keh daina bharam thora nahe karty
Sad Poetry Image

Sirf aik hi bat sikhi hai en husaan walo sy hum ny
Hasee jis ki jitni adaa hai wo utna hi bewafa hai
Sad Urdu Poetry

Jaan lay lailaity hai un ka yai andaaz guftogo
Daba kai honto mai ungli jab wo bat karty hain
Urdu Shayari

Muhabbat ki kahani mai kaha yai mor aty hai
Jinhai hum dil mai rakhty hai wohi dil thor jaty hai..
Urdu Poetry

Jee mai thaa chor dou dunya laiken raasta mout ka bhi dushwaar mila

Jis ny ruswa sar-e-Bazaar keya wo bhi sar-e-Ruswaa bazaar mila..

Kamrai mai pyaar ki hai nishaani

poetry shayari pic

Kamrai mai pyaar ki hai nishaani parhi hove,
Aik ashk khwaab maire jawaani parhi hove.

Dareya muhabbato ka jo rukhta nahe thaa,
Aankho mai thak kai eski rawaani parhi hove.

Bikhary hai shayari kai yai awraaq gham zada,
Takeyai mai aik chiti purani parhi hove.

Kamrai kai es chiragh mein jalti hai dharkanai
Khwaish hamarai dil kai hai fani parhi hove,

Rehti nahe kise ki bhi nafrat yaha zara,
Dil mai hai jab sy naik gumani parhi hove.

Chae hove hai chaihry py yakh bastagi magar,
Dil mai kahi hai Naz-e-nihane parhi hove.

Barso huwy daraaz mai rakhi the bhool kar,
Dhoodno kaha hai maire kahani , parhi hove

Zinda hai Hamza kanje-Azeeyat mein es leyai,

Dil mai hai enki yaad sohaani parhi hove�

Urdu Sad Poetry Pictures Images

urdu sad poetry pics

Aaphir sy rou baru kai ayai mujhy Qaraar
Ab kai udaas you hun kai jeena mahaal hai
urdu sad poetry pics

Wafadari ka zikar ho to
Ashraf-ul-makhlooqaat
Kuto ki misaal dytai hain
urdu sad poetry pics

Jo taar sy nikli hai wo dhun sab ny suni hai
Jo saaz py guzri hai wo kis dil ko pata hai
urdu sad poetry pics

Os ka haq hai os par ____ osi ka rahyga
Muhabbat Chayai nahe _____ jo sab ko pila di jayai
urdu sad poetry pics

Taire har bat maan raha hun khamoshi sy,
Yai bhi aik andaaz hai maire naraazgi ka
urdu sad poetry pics

Taveel asaraat chor jata hai
Youn taira mukhtasar sa yaad ana
urdu sad poetry pics

Palkain bighonai lagta hai ab bhi taira khyaal
Yaado kai shaihar sy taira mosam nahe guzra
urdu sad poetry pics

Maire muhabbat ko rad karta hai
Hayai wo shakhs had karta hai
urdu sad poetry pics

Kitni muhabbat sy tumhai chaha thaa,
Aur kis aqeedat sy haar mani hai..
urdu sad poetry pics

Jama mujh mai karo kuch bhi ,
Lakh mujh ko zarbai do,
Mein bas taqseem hoti hun
Jab tum tafreeq hoty ho..