Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 4

Urdu Sad Poetry

Yaad atai hai beetai zamanai,
Jab tum ayai thy hum ko mananai
Sad Shayari

Suno janaa tumhari khush naseebi ka kya kehna
Tumhy wo shakhs bhi bai intiha chahta hai

Wo utha rahy hai chalman wo dikha rahy hai soorat
Kahe khoosh urh na jayai kahi dil machal na jayai

Urdu Sad Poetry


Nahe hun mai qayail kise ki bat ka
Maira apna asool , apni ana, apna mizaaj , apna Andaaz

Sad Shayari

Kise ny hum sy pocha kai tumhara shuq kya hai..?
Hum ny hans kar jawaab deya nafrat karny walo sy muhabbat
Urdu Shayari

Muhabbat haar kar jeena bohut dushwaar hota hai
Osy bas itna keh daina bharam thora nahe karty
Sad Poetry Image

Sirf aik hi bat sikhi hai en husaan walo sy hum ny
Hasee jis ki jitni adaa hai wo utna hi bewafa hai
Sad Urdu Poetry

Jaan lay lailaity hai un ka yai andaaz guftogo
Daba kai honto mai ungli jab wo bat karty hain
Urdu Shayari

Muhabbat ki kahani mai kaha yai mor aty hai
Jinhai hum dil mai rakhty hai wohi dil thor jaty hai..
Urdu Poetry

Jee mai thaa chor dou dunya laiken raasta mout ka bhi dushwaar mila

Jis ny ruswa sar-e-Bazaar keya wo bhi sar-e-Ruswaa bazaar mila..

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »