Showing posts with label sad poetry. Show all posts
Showing posts with label sad poetry. Show all posts

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 5

Urdu Sad Poetry

Sad Urdu Poetry Shayari

Urdu Sad Poetry

Sad Urdu Poetry Shayari

Urdu Sad Poetry

Sad Urdu Poetry Shayari

Urdu Sad Poetry

Sad Urdu Poetry Shayari

Urdu Sad Poetry

Sad Urdu Poetry Shayari

Jo hamai samjh nahe saka,
Osy haq hai Tution lagwa lyn...!
---
A mairy kam saikhn sathi,
Tumhai shayed khabar hogi,
Muhabbat mai jo baihty hain,
Wo anso khushk hoty hain...!
---
Yai tum jo mujh sy Muhabbat ka moul pochty ho,
Tumhai yai kis ny kaha , pair chaoun baijthy hai..!
---
Jaisy kise misry ko tarasha no gaya ho,
Tum aisy mairy Dil ki adhori se khalish ho...!
---
Mein tairy qurb sy sirf es leyai gariza hun,
kaih tujh ko yad  rahun harf-e-Dastaan ban kar...!
---
Hamaisha apni pasand kai raastain par chalo,
Apnai alfaaz mein bat karo,
Sirf wo karo jo dil kahy aur phir daikhna aik
Din saari dunya kahygi...!
---
Kaash kai tu apnai maihndi waly hath,
Mairy kandhy pai rakh kai pochy haal maira...!
---
Mairy baghair ghalat parhy jao gy,
Tum sy rishta hai Zair-o-Zabar ka...!
---
Kya khaak maza ayai ga,
Jab yaar nahe hai paihlun mein,
To aag lagy es mosam ko,
Koi naam na lyn ab Barish ka...!
---
Mairy saary sawaal aankho mein,
Os kai saary jawaab honto par...!

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 3

Urdu Poetry

Dil aik ayaina hai agar wo badi sy pak hai
To es mai khuda bhi nazar aasakta hai
Sad Poetry

Apni tanhae mai tanha hi achi hun
Mujhy zaroorat nahe do pal k saharo ki
Urdu Sad Poetry

Aashna sy chaihro kai ajnabi rawaeyo ko
Saih kar muskura daina afreen azeeyat hai
Urdu Shayari

Fasana keh rahy hain aaj apni muhabbat ka
Khuda aisa kary maira kahe par naam aajayai
urdu sad shayari

Bicharnai ki itni jaldi the osy
Khud ko chor gaya adha mujh mai
urdu poetry pic

O dil tor kai janai walay dil ki bat batata jaa
Mein dil ko kya samjhaun mujh ko bhi samjha thaa jaa
sad poetry pic

Parindo ki tarh mujhy bhi shajar chor kai jana hai
Tarsaa karyngy log phir sy  mairy shor ko
sad poetry

Tairy rabto mai waqfy tairy bhoolnai ki adat
Kahi door ho na jana u nahe door raihty raihty
very sad poetry

Ao daikho mairy chaihro kai khadohaal ko ab
Maan jao gy Muhabbat bhi nishaan chorti hai
sad shayari

Rishto ko sambhalnai kai leyai jhukna parhy to jhuk jayai
Laiken bar bar ap hi ko jhukna parhy to ruk jayai

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 2


Urdu Sad Poetry Pics

Mairy leyai to yai bhi azeyat ki bat the
Tujh ko bhi haal-e-Dil sunana parha
Urdu Sad Poetry Pics

Os saadgi py kon na mar jayai A khuda
Larty hai aur hath mein talwaar bhi nahe

Urdu Sad Poetry Pics

Wo chala gaya mujhy chor kar mai badal na paya aadatain
Osy sochna osy chahna maira aaj bhi maamol hai

Urdu Sad Poetry Pics

Beemar han mai taire akheya da
Deedar karwa mein bach jaawa

Urdu Sad Poetry Pics

Bas aik tu hi sabab tu nahe udaasi ka
Tarah tarah kai dil ko malaal hoty hai

Urdu Sad Poetry Pics

Dil kyun kheencha jata hai os ki taraf A khuda
Kya os ny bhi mujhy hasil karny ki dua mangi hai

Urdu Sad Poetry Pics

Bai as ki aankh sy tapaknai wala aansu
Kitni hi ibadato par foqeyat ly jata hai

Urdu Sad Poetry Pics

Aajazi � minnat� khushAmad� iltija
Aur mein kya kya karun �. Mar jaun kya

Urdu Sad Poetry Pics

Muhabbat basa kai maire aankho mai
Saans saans ka mujhy muhtaaj kar de

Urdu Sad Poetry Pics

Saaqi taire sharaab mein talkhi ki kami hai
Laa jam es mai dard-e-Muhabbat nachor do

Kamrai mai pyaar ki hai nishaani

poetry shayari pic

Kamrai mai pyaar ki hai nishaani parhi hove,
Aik ashk khwaab maire jawaani parhi hove.

Dareya muhabbato ka jo rukhta nahe thaa,
Aankho mai thak kai eski rawaani parhi hove.

Bikhary hai shayari kai yai awraaq gham zada,
Takeyai mai aik chiti purani parhi hove.

Kamrai kai es chiragh mein jalti hai dharkanai
Khwaish hamarai dil kai hai fani parhi hove,

Rehti nahe kise ki bhi nafrat yaha zara,
Dil mai hai jab sy naik gumani parhi hove.

Chae hove hai chaihry py yakh bastagi magar,
Dil mai kahi hai Naz-e-nihane parhi hove.

Barso huwy daraaz mai rakhi the bhool kar,
Dhoodno kaha hai maire kahani , parhi hove

Zinda hai Hamza kanje-Azeeyat mein es leyai,

Dil mai hai enki yaad sohaani parhi hove�